Chalti Hai Kya 9 Se 12 lyrics – Judwaa 2

Movie: Judwaa 2
Singer: Dev Negi & Neha Kakkar
Music: Sandeep Shirodkar feat. Anu Malik
Lyrics: Dev Kohli

Chalti Hai Kya 9 Se 12 lyrics

Hello Brother!

Aankh lada ke tune maara
Ghayal ho gaya dil bechara
Suna hai tere chaahne waale
Aage 10 hain piche 12

Mujhko apna chaand bana le
Chamka de qismat ka taara

Arey ek baar se dil nahi bharta
Mud ke dekh mujhe dobara
Tan tana tan tan tan tara
Tan tana tan tan tan tara
Chalti hai kya 9 se 12

1 2 3 4..

Arey tan tana tan tan tan tara
Tan tana tan tan tan tara
Chalti hai kya 9 se 12
Suna hai tere chane waale
Aage 10 hain piche 12

Arey khadi khadi kya soch rahi hai
Chal ho jaayein nau do gyarah

1 2 3 4..

Tan tana tan..
Tan tana tan tan tan tara
Tan tana tan..

Aye.. wo…

Raat ki show ki do ticketein hain
Khol ke purse dikhlaun
Arey chipak ke baithoon sath tere main
Taxi mein le jaaun

Arey samajh na mujhko aisa waisa
Mere batuve mein hai paisa
Tujhe khilaunga jee bhar ke
Garam samosa, idli ya dosa

Chal hatt tu meri hai Pepsi Cola
Main tera hoon Coca Cola

Tan tana tan tan tan tara
Arey chalta hai kya 9 se 12

Filmi dhun pe dekh ke tujhko
Seeti roz bajaaun
Arey bohat dinon se soch raha tha
Film main tujhe dikhaaoon

Shukarvar ki shaam haseen hai
Nayi nayi yeh film lagi hai
Garmi ki na hogi tension
Theatre hai woh air conditioned

I Know! film haseen woh jaan-e-man hai
Yeh filmon mein number one hai
Tan tana tan tan tan tara
Arey chalta hai kya 9 se 12

Aye tan tana tan tan tan tara
Tan tana tan tan tan tara
Chalti hai kya 9 se 12
Chalti chalti…

Arey aankh lada ke tune maara
Ghayal ho gaya dil bechara

tan tana tan..
Tan tan tara
Tan tana tan
Tan tana tan tan tan tara
Tan tana tan

Arey aankh lada ke tune maara
Ghayal ho gaya dil bechara
Chalti hai kya 9 se 12
Chalti chalti…

Chalti Hai Kya 9 Se 12 Video Song

  • chalti hai kya 9 se 12 lyrics hindi
  • chalti hai kya 9 se 12 lyrics song download
  • chalti hai kya 9 se 12 lyrics in english
  • chalti hai kya 9 se 12 lyrics song
  • chalti hai kya 9 se 12 lyrics old
  • lyrics of chalti hai kya 9 se 12
  • chalti hai kya 9 se 12 lyrics in hindi
  • chalti hai kya 9 se 12 lyrics download
  • chalti hai kya 9 se 12 lyrics in hindi download
  • chalti hai kya 9 se 12 lyrics dj
  • chalti hai kya 9 se 12 song lyrics in hindi download
  • chalti hai kya 9 se 12 lyrics english
  • chalti hai kya 9 se 12 lyrics translation
  • chalti hai 9 se 12 lyrics
  • chalti hai kya 9 se 12 lyrics judwaa 2
  • neha kakkar chalti hai kya 9 se 12 lyrics
  • chalti hai kya 9 se 12 lyrics meaning
  • chalti hai kya 9 se 12 song lyrics in english
  • chalti hai kya 9 se 12 original song lyrics
  • judwaa 2 chalti hai kya 9 se 12 lyrics

Leave a Comment